Jo wahabi khabees kaafir waseele ka inkar karta hai usko ham challenge karte hain
ke who QURAN ki 1 aayat pesh kare jisme waseele ka INKAAR ho..
Ham waseele waale ALHAMDULILLAAH quran o hadees se saabit karenge k WASEELA JAIZ hai...
Waseela Kya Hai ?……
★ ALLAH Se Dua Karne Me Kisi NABI
Ya WALI Ko Bataure Wasile Ke Zikr
Karna Jaiz Hai.
(Tirmizi, Jild-2, Safa-198)
★ Waseele se Dua Kabool Hoti Hai:
Farman-e-Quraan-e-Kareem
Al-Quran »
ALLAH PAAK ka irshad-e-Aalishaan Hai Jis Ka Mafoom hai,
“Tumhara Madadgar ALLAH, Uska
RASOOL Aur Swaaleh Momineen Hain”
-: (Sura-E-Maida: Ayat-55)
Al-Quran »
Beshaq ALLAH Bhi Madadgaar Hai Aur Hazrat JIBRAEEL Alaihis Salaam Bhi Madadgaar Hain Aur Tamaam AULIYA ALLAH Bhi Madadgaar Hain”
(Sureh: Tehreem, Aayat-4)
ALLAH Ki Taraf Waseela SARKAAR
(Sallallahu Ta’ala Alaihi Wasallam)
Hain Aur SARKAAR Ki Taraf Wasila Sachcha PEER Hai.
★ Farmaan-e-GAUS-E-AAZAM
(RadiAllahu Ta’ala Anhu)
Jab Tum KHUDA Se Koi Haajat Talab
Karo To Mere Waseele Se Talab Karo
(Bahjatul Asrar Safa.57)
★ NABI-e-PAAK (SwallAllahu Ta'ala Alaihi Wa Sallam) Ne Farmaya:
Jab Azaan Suno To Jawaab Do, Phir
Mujh Par Durood Padho,
Aur Mere Waseele Se Dua Maango.
(Sahih Muslim Safa:203, Hadees:384)
WASL E MAULA CHAAHTE HO TO WASEELA DHOOND LO,
BE WASEELA NAJDIYON HARGIZ KHUDA MILTA NAHI...
Assalam o Alikum