.
أعوذ بالله من الشيطان الرجيم - بسم الله الرحمن الرحيم - الصلوة والسلام علیک یا سیدی رسول اللہ صلى الله عليه وسلم

Musalmaan Par Shirk Ka Fatawa lagana Khawarij ka Tareeka hai

لبیک یارسول اللہﷺ
0


Musalmaan Par Shirk Ka Fatawa lagana Khawarij ka Tareeka hai

Arab me Unhe Khwarji se pehchana Gaya karabala me Yazeedi Hind o pak me Wahabi ke Naam se pehchana Gaya.. aur Taaza example hai aaj ka kharji wahabi hai jo feles-tine ke Mazlumo ko kehrahe ye jo unpe ho raha hai sab shirk ki wajah se ho Raha hai MaazAllah Allah ki panah Aisi Soch MIAW ki thi ottoman Empire inke Nazdikh mushrik the Nasara se milar Waha ke Musalmaano ka Qatal aam karke in Daaku logo ne kabza kar Rakha hai aur Aaj duniya ki har buriya waha aam karne ki beja koshisho me lage howe hai aur saari duniya ke SAHIUL AQIDA MUSALMAAN inke nazdikh mushrik hai MUSALMAANo ab bhi nahi pehchanoge to kab pehchanoge inhe Ab bhi Wqat hai in kharjiyo se Alag ho jaawo apne imaan ki khair manawo Ittehad Ittehad Sullhekulliyat jaise virus se bacho Varna TUMHARI Nasle Yazeedi ko Rahmatullah Ta'ala Alai kehne waali hogi Kharji Naasbi ALLAH TAALA samjh ata Fazal farmayeeñ


Hazrat Huzaifa Ibn Al Yaman رضي الله عنه Se Riwayat Hai Huzoor Nabi E Karim Rasool Allah  Ne Farmaya Mujhe Us Shakhs Ka Khauf Hai Jo Quran Padhega Aur Us Par Quran Ki Raunak Dekhi Jayegi Aur Usne Islam Ki Chadar Odh Li Hogi Phir ALLAH Jidhar Chahega Usko Le Jayga, Woh Islam Ki Chadar Se Nikal Jayega Aur Apne (Musalman) Padosi Par Talwar Chalaega Aur Us Par SHIRK KI TOHMAT LAGAEGA"

 "Sahabi رضي الله عنه Ne Pucha Dono Mein Se Mushrik Kaun Hoga"? Farmaya
"SHIRK KI TOHMAT LAGANE WALA"

References: (Imam Ibn Hibban Sahi Ibn Hibban Vol: 01, Pg :281/82, Hadees: 81) 

Albani Ne Isko Hasan Likha 

(Ibn Kathir Tafseer Ul Quran Vol 02, Pg: 245, Ibn Kathir Ne Kaha Iski Sanad Jay'yad Hai Imam Yaha Surah Aaraf Ayat: 175)

Ibn Moin Aur Imam Ahmad Ibn Hambal Ne iski tahkeek

ki aur Kaha Iske raavi tamam Siqah Hai.

(Imam Bukhari Fi Tarikh ul Kabir, Vol: 04, Pg: 301, Hadees : 2907)

(Wahabiyo Ka Muhadis E Azam Saudi Arabia Albani Ne Silsila Al Hadees Al Sahihah Vol: 07, pg : 605, Hadees : 3201)

(Imam Bazzar Al Musnad Vol: 01, Pg: 99, Hadees : 175) (Imam Tahawi Mushkil Al Aath'ar Vol :02, Pg: 324, Hadees: 865)

(Kashful Irshad Vol: 01, Pg : 99, Hadees : 175) (Musnad Al Shameen Vol: 02, Pg: 254, Hadees: 1291) (Imam Tabrani Maj'ma Ul Kabeer Vol: 20, Pg: 88, Hadees: 169)

Imam Tabrani Ye Hadees ko Hazrat Maa'z bin Jabal Radi Allahu Anhu Se Nakl Kiya Hai. 


Reference : banwahabism

Post a Comment

0Comments

Assalam o Alikum

Post a Comment (0)