.
أعوذ بالله من الشيطان الرجيم - بسم الله الرحمن الرحيم - الصلوة والسلام علیک یا سیدی رسول اللہ صلى الله عليه وسلم

KHARJI JAHANNAM KE KUTTE..

لبیک یارسول اللہﷺ
0

 👉 KHARJI JAHANNAM KE KUTTE.. 


✏️ Hadees: Rasool ALLAH (Sallallahu Ta'ala Alaihe Wasallam) ne Irshaad Farmaya "Kharji Jahannam Ke Kutte Hain"


📗 (Ibn Maja,Vol 1,Hadees no 179-Isnaad Sahih).


👉 KIYA AAP JANTE HAIN KHARJI KISE KAHTE HAIN ?


✏️ Hadees : "Imam Bukhari Abdullah Ibn Umar (RadiAllahu Ta’ala Anhu) Se Riwayat Karte hain Ke, Ibn Umar (RadiAllahu Ta'ala Anhu) Kharjiyon ko Badtareen Makhluk Samajhte The Ke Inho Ne Un Ayaton ko Jo Mushrikeen ke liye Nazil Huyi, Use Musalmanon Par Thopa.


📘 [Sahih Bukhari, Jild 6, Page. 2539]

📗 [Abu Dawud Vol 4 page 243 hadees 4765] 


"Malum Huwa Ke Buton Ayat Musalmanon Par Ya Mazar par Thopne Wale Dunya ke Badtareen log hain aur Kharji hain aur Kharji Jahannam ke Kutte hain. Upar ki Ahadees ki Roshni Meiñ yeh Bilkul Wazeh Hogaya ke Badmazhab/Wahabi/Najdi/Kharji Jahannam ke Kutte Hain ke 'Yeh Buton Wali Ayat Musalmanon par to Kabhi Mazaron par fit Karte hain.


Hadees Meiñ Kharjiyon ki Jo Dusri Nishaniyan Batayi Gayi Hain Woh 'Yeh hain


BAHOT UMDAH QUR'AN PADHNE WALE HONGE.


📘 (Sahih Bukhari Vol 2, Page : 624)


BAHOT IBAADAT GUZAR HONGEY, UNKI IBAADATON KO DEKH KAR TUM APNI IBAADATON KO HAQEER JANOGE.


📗 (Sahih Bukhari,Vol 1, Page : 509)


👉 Note : Upar ki Dono Hadees se Pata Chala ke Kisi ke Zahiri Namaaz, Roza, Tilawate Qur'an O Ibaadat ko Dekh Kar Dhoka Nahi Khana Chahiye Asal Chiz Hota Hai Aqeedah Agar Yeh Thik Na Ho To Sab Bekar.


QUR'AN KI TARAF BULAYENGE MAGAR QUR'AN KI KOI SHAI UNME NAHI PAOGE.


📙 (Sunan Abu Daud,Vol 2, PAGE : 312)


DEEN KI BATEN KARENGE MAGAR IMAN SE KHALI HONGE.


📗 (Sahi Bukhari,Vol 2, PAGE : 1024)


👉 NOTE : Aaj Aise Tole Aur Jama'at Kasrat Se Paye Jate Hain Jo Deen ka Kaam Karne Ka Dawah Karte Hain Aur Bazahir Khub Deen ki Baten Karte Hain Magar ALLAH Subhanahu Ta'ala Aur Uske Habeeb (Sallallahu Ta'ala Alaihe Wasallam) Ke Gustakh Hote Hain Aur is Wajah Se Imaan Se Khali Hote Hain. Aap Unki Baton Mein Akar Dhoka Na Khayen...


✏️ KAM UMER AUR BEWAQOOF HONGE.


📚 (Sahih Bukhari, Vol 2, Page : 1024)


👉 Note : Kiya Apko Facebook aur Social Media Par Aise Kam Umer aur Bewaqoof ladke Nahi Milte Jo Kuffar Par Nazil Hone Wali Ayaton ko Musalmanon Par Aur Mazaron Par Thopte Hain ? Hadees Ki Roshni Mein Yeh log Bhi Kharji Aur Jahannam ke Kutte hi Hain.


BUTT PARASTON KO CHHODENGE AUR MUSALMANON KO QATL KARENGE.


📒 (Sahih Bukhari,Vol 1, Page : 472)


 TAHBAND YA SHALWAR UNCHI RAKHENGE.


📗 (Sahih Bukhari,Vol 2, Page : 642)


👉 Note : Aapne is Qism ke Kharjiyon Ko Aksar Apne Ilaqe Aur Muhalle Mein Dekhen Hogena.


ALLAH PAAK HAMEN KHARJIYON KE FITNOH SE BACHAYE


#Aameen


Kiya Mazar aur but ek hain?Kiya mazar par jane wale mazar ko but samajh kar jate hain?

Kiya hi acha ho agar iska jawab sidhe taur par sahaba karam ke qaul se diya jaye.

Hadees:
Ek din Madina ka governor Marwan Huzur Akram Sallallahu alaihe wasallam ki qabr anwar par aya to dekha ke ek shaks apna chehra mazar aqdas par rakhe huye hai.Marwan ne us shaks ko gardan se pakad kar kaha ke tumhe kuch malum bhi hai ke kiya karrahe ho??
Us shaks ne kaha haan malum hai ke mai kiya karraha hun.Jab usne chehra uthaya to woh mezban e Rasool Sallallahu alaihe wasallam Hazrat Ayub Ansari Radi Allahu anho nikle.Unho ne farmaya"MAI RASOOL SALLALLAHU ALAIHE WASALLAM KE PAS AYA HUN KISI PATHAR KE PAS NAHI AYA"
Referemces:
1-Musnad Ahmed,Jild 5,Hadees no 23633,Matbua Misr.
2-Hakim Almustadrak,Jild 4,Hadees 8571,Matbua Berrut.
3-Tabrani Kabeer,Jild 4,Jadees no 3999.
4-Majmaul Zawaid,Jild 5,Safa 245,Matbua Berrut.

Note:Is riwayat ko Imam Hakim,Imam Zahbi,HAfiz Haismi,Imam Samhudi wagairah ne SAHIH qarar diya.Imam Haismi mazeed likhte hain ke is riwayat ko kisi ne bhi zaeef qarar nahi diya.
Upar ki hadees mein Sahabiye Rasool Sallallahu alaihe wasallam Ayub Ansari Radi Allahu anho ne yeh kah kar ke "Mai Rasool Sallallahu Alaihe Wasallam ke pas aya hun kisi pathar ya but ke pas nahi"Qayamat tak ke liye bad mazhabon ko jawab de diya ke mazar aur pathar ya but ek nahi hote.Allah ke Nabi aur Auliya karam apni qabron me zinda hote hain.
Wahabi/kharji Quran ki aisi ayaten jo mushrikeen ke liye but paraston ke liye nazil hui use masalmanon par thopte hain.Aise Wahabi/Kharji ke liye hadees me kiya hukm hai mulaheza farmayen.


Hadees:
Imam Bukhari Abdullah Ibn Umar Radi Allahu Anho se riwayat karte hain ke Ibn Umar Radi Allahu Anho kharjiyon ko badtareen makhluk samajhte the ke inho ne un ayaton ko jo mushrikeen ke liye nazil hui,use musalmanon par thopa.
[Sahih Bukhari, Baab-Kharjiyon aur Mulhidon ka qatl karna, Jild No. 6, Page No. 2539]
Iske ilawah
2-muslim:kitab zakat vol 2 page 750 hadees no 1067.
3-Abu daud vol 4 page 243 hadees 4765
4-Nisai vol 7 page 119-120 hadees 4103


Malum hua ke buton wali ayat musalmanon par ya mazar par thopne wale duniya ke badtareen log hain aur kharji hain.Ek dusri hadees mein in kharjiyon ko jahannam ka kutta kaha gaya.
Hadees:Ibn Abu Awfa Radi Allahu Anho Riwayat karte hain ke Rasool Allah SallAllahu Alaihe Wasallam ne Irshad farmaya"Kharji Jahannam Ke Kutte Hain".
(Ibn Maja,Hadees no 173-Isnaad Sahih)

Ab main un logon se sawal karna chahta hun jo buton wali ayat musalmanon par thopte hain ke kiya Ap jahannam ka kutta banna pasand karenge?Hargiz nahi to aj hi taubah karen badaqeedgi se.Akhri baat yeh batata chalu ke kisi musalman par but pujne ka ilzam lagana ya uspar shirk ka ilzam lagana sakht gunah hai balki ilzam lagane wala khud mushrik ho jata hai.Hadees mulaheza karen.

Hadees:
 Rasool Allah Sallallaho alaihe wasallam ne farmaya ke mujhe us admi ka khauf hai jo khub qura'an padhne wala hoga par akhir me musalmanon par hamla karega aur shirk ka ilzam lagayega.Logon ne pucha,dono me mushrik kon hoga?farmaya ilzam lagane wala.
(Sahi Ibn Hibban, Volume No. 1, Page No. 282.
► Imam Bukhari fi Tarikh ul Kabir, Volume No. 4, Page No. 301.

Note:-Is Hadees ko wahabi maulvi ALBANI ne bhi sahi qarar diya.

Dusri Hadees paak:
Rasool Allah Sall Allaho Alaihe Wasllam ne irshad farmaya ke agar koi apne musalman bhai ko kafir kahe to dono me koi ek zarur kafir hoga.Jispar ilzam lagaya gaya agar woh kafir nahi to kufr ilzam lagane wale par laut jayega.
(Sahee Muslim,Hadees-117)

In ahadees ki roshni me agar kisi ne mehaz mazar par jane ki wajah se kisi musalman ko kafir o mushrik kaha to woh khud kafir o mushrik ho jayega.Is liye badgumani se bachen aur musalmano par shirk ka ilzam lagane se baaz aa jayen.

Post a Comment

0Comments

Assalam o Alikum

Post a Comment (0)