Hazrat Imam Ahmad Bin Hambal Al Mutawaffah 241 Hijri Likhte Hain
Gustakh e Imam Hussain Ka Anjaam
Hazrat Abu Rijah Farmate Hai Ke Tum Hazrat Sayyidina Ali رضي الله عنه Aur Unke Ahle'bayth Par Laan Taan Mat Karo Banu Tamim Se Talluq Rakhne Wala Hamara Ek Padosi Jo Kufa Se Aaya Tha Usne Kaha Dekho Is Fasik Ibn e Fasik Ko Yani Hazrat Hussain رضي الله عنه (Maaz'Allah Summa Maaz'Allah) Allah Ne Usko Halak Kar Diya Raawi Kehte Hai Ki Allah Ta'ala Ne Usi Waqt Us Bad'bakht Ki Dono Aankho Me Asmani Angare Maare Jisse Wo Andha Ho Gaya
Wahabi Ahle'hagees Deobandiyo Apna Anjaam Bhi Dekh Lo Isse Badtar Hoga
Ullama e Ahlesunnat - Sunni Kon - Muslim kon - Exposed Badmazhab
Reference Book :
Kitab Fazail e Sahaba Published Dar al-ilmiyan Mumbai
Safa 321 Raqam 972
Isnad Haza Sahih
Scan Page
📗📄👇🏼
Assalam o Alikum